Tuesday, June 2, 2020

Be Unique

Na kar nakal tu kisi aur ki ,
Khud ki asliyat par yakeen rakh ..

Saitan chupa he sab ke andar ,
Tu khud ki insaniyat par yakeen rakh ..

Na beth tu kismat ke varose ,
Khud ki kabiliyat par yakeen rakh ..

Sab manzil hasil hoga ek din ,
Uss khuda ki kayamat par yakeen rakh ..

No comments:

Post a Comment